Panna football street football ka ek form hai jisme players one-on-one compete karte hai. Russia me ye sport 2007 se hai jisme Game ek “cage”—a professional metal fenced football area kheli jaati hai. Game ka time 3 minutes rehta hai. Game time ke end me jiske zyada goals hote hai vo winner hota hai.
First KENGURU PRO panna football tournament, MOSCOW PANNA BATTLE, Krasnaya Presnya Park me rakha gaya tha. Is event me 32 participants the jisme Olympic system ki trha place kiye jaate hai.
Urban Football game areas allow karte hai football urban environment ke beech me bhi: parks mein, yards mein, shopping centers mein. Sports complex ka diameter 6 meters hota hai, jisme enough space hota hai apni football skills dikhane ke liye or team me khelne ke liye.
Bina kisi doubt ke, panna football areas harr yard me hone chahiye jisse zyada se zyada log is game ko jaan sakein or shuru kar sakein. Zyada se zyada players ko attract karne ke liye, harr gender or age ke log is game ko practice karte hai ek practical or fun way mein. Most importantly, company KENGURU PRO isme safety ki guarantee lete hai or urban football ko logon me promote karte hai!
Panna Football Tournament in Moscow
Panna Football Tournament in Moscow
Panna football street football ka ek form hai jisme players one-on-one compete karte hai. Russia me ye sport 2007 se hai jisme Game ek “cage”—a professional metal fenced football area kheli jaati hai. Game ka time 3 minutes rehta hai. Game time ke end me jiske zyada goals hote hai vo winner hota hai. First …
Panna Football Tournament in Moscow Read More »